Friday, 23 May 2014

Apni Dastan Sunata Hu

Aao tmhe apni dastan sunata hu
Dil se nikli hui aawaz sunata hu
Har taraf gumo ki udasi chai hai
Jab bhi  un yado ko yad kiya
Un yado ne rula diya
Jab bhi gira kisi ne sambhala
Fir hatho ko chora diya
Meri zindagi to us sukhe pair ki taraha hai jo sirf chaye de sakti hai
Kehne ko to sab apne hai magar fir bhi tanhai hai
Aansu bna ke khusiyo ko
Aankho se maine barsai hai
Zindagi ko jeena nahi chahta hu mangta hu to maut nahi aati
Sanse jo chalti use jeena to nahi kehte
Dard basaya tha itna dil me ki aj ubhar aya .

No comments:

Post a Comment