Khamoshi me teri yaadein gungunane lagi
Mere dil me ek dard sa jagane lagi
Taluk tut to gaya hai mera tumse
Ab to rah gaya hu mai aashna hokar
Kab chamkegi kismat bhi meri kehkasahn hokar
Mangta rahunga apni har dua me ki tujhe bhool jane ki
dua
Kabhi to wo rehmat apni farmayega mujhpe meharbaan
hokar..!!!!
No comments:
Post a Comment